Raston ke darmiya , zindgi ki parchai me chupe hue raaz !
need se jaag kar , chu gaye dil ki mithi se bheeni awaj !!
Dar lagta he so na jaye ye rastey manzilo ki sawari karte hue !
Dastak diye bina , le na jaye ye bheeeni pyari awaj !!
Bina kisi soch ke kho jate he , purani yaadon ke jharokho me !
fir kyu janjhod deta he ye yaadon ka saath !!
Kyu nahi Khulte ye makhmali purani yaadon ke parde !
jo be-parda kar de in yaadon ke jasbaat !!
Roz milte he gade murdo ki soch in diwaro ke darmiya !
ab banana ek milta kayam rishta in yaadon ke saath !!
Raston ke darmiya , .................................
need se jaag kar ,...............................
Nitin Bali

No comments:
Post a Comment