cahata tha ki paisa kamaa kar pa lunga khushiyo ko !
or bana lunga khushiyo ka ashiyana !!
Manzile bhi karib thi uchaiya paane ko !
lakin ban gaya ret ka mehkhana !!
uchaiya paa kar uddna chahta tha patang ki tarah !
Lakin mil na saaka dor ka fehmana !!
dar ke had ko paar kar banai the mene manzile !
kab ban gaya wo dar dal-dal ka reh-khana !!
sochta tha mil jayegi madat jo dost bane manzilo me !
Bhool gaye sab mujhe , or reh gaya ye udaas ek Khalistana !!
Zindgi ke nashe me jhomtey-2 ban gaye barsat k badal !!
aaya sawera or jhoom utha hariyali gulistana !!
cahata tha ki .........................
or bana lunga ..................

No comments:
Post a Comment