Na jane kyu ban jati he diware is dil ki gehraiyo me !
dhundne per bhi marham lagane ka koi sira nahi milta !!
aaina bata deta aankho ke jariye is dard ke sansar ko !
toot jane per bhi isko jodne ka bahana nahi milta !!
nabj pakdene ke liye bhi karni padti he jehmat humko !
marj ko dabane ke liye koi dawakhana nahi milta !!
ishq ka dard hota he khooni laal rang se bhi gehra !
is raang ko dhulwane ka bhi koi thikana nahi milta !!
ek soch badal deti he man me bhare hue jasbaat ko !
in soch ko juban tak laane ka koi farman nahi milta !!
ishq ho jata he bina soche samjhe kisi se bhi !
lakin har ishq ko mukkamal jahan nahi milta !
Na jane kyu ban jati he diware ...............!
dhundne per bhi marham lagane ................!!
Love.
Nitin Bali