Kyu dar he meri zindgi ki sachai me !
Kambakht neend bhi nahi aati 2 pal sukun ke liye !!
Mar kar bhi kya pata bhatkata rahu ek pal chain ko !
Kisko khabar maut aane per aarthi ko char Kandhe bhi na mile !!
Zee gaya zindgi 2 pal to badshah samajh lenge hum aapne aapko !
Warna koshish karne ka mukam bhi aaj kuch kaam nahi !!
Sukun ka ek pal khatam kar deta he zindgi ke dukh bhare din !
Or Ek dukh ka bhojh nahi simatta puri zindgi ke liye !!
Suna he kale andhere ke baad chamakti he suraj ki kiran !
Yaakeen he hume ki aaj suraj bhi hum se kuch dur nahi !!
Nitin Bali
Never Leave your hope , This is only the thing which you are having to chase the best in your life
Love you all ! :) :) :)
Nitin Bali
Never Leave your hope , This is only the thing which you are having to chase the best in your life
Love you all ! :) :) :)