Kohre ki chadar se dhaka hua hu mai !
Pinjre ki jakad mai fassa hua hu mai !!
Mai aapne aapko Bacha paunga ki nahi !
Sirf ek is baat se dara hua hu mai !!
Lagan hai , Saahas hai , Sachai hai mere dil mai !
Fir kis chiz ke lie rukka hua mai !!
Jee lunga zingdi agar sab dujo ke lie !
To kab khush ho paaunga mai !!
Ek ek sapne ko pura karne ki caahat mai !
Sirf aaj tak jee raha hua mai !!
Marne se pehle , Aapni pehchan banana chata hu mai !
Khud ko dukhi karke , aapno ko baad mai dukhi nahi karna cahta hu mai !!
Dard hota hai , Jab aap aapne aapko bhula dete ho !
Apni ek ek soch ko zindgi dena cahta hu mai !!
Jina cahta hu mai , Kuch karna cahta hu mai !
Apne ko khusi dena cahta hua mai !!
Kohre ki chadar ….!
Pinjre ki jakad mai ….!!
Is kohre ko chadar or pinjre ko todna cahta hu mai !!
Love You....
Thanks
Nitin Bali