Mann Ghabrata hai, Dil tham jata hai !
Jab tum rakhtey hai kadam ghar se bahar !!
Saans rook jati hai, Ghadi tham jati hai !
Jab aati hai tumhari khabar milo paar !!
Soch ko daba kar bhi rakhu !
To lagta hai pran kaabu mai nahi hai !
Or soch ko saja kar rakhu !
To duniya jeene nahi deti !!
Ye Jeevan bhi ajeeb hi hai,
Jab tum the tab socha nahi !
Jab pass mai nahi ho!
To har soch mai tumhara zikr hai !!
Sahi kaha tha un logo ne !
Jee lo aaj ka samaye, Kya pata kal ho na ho !!
Meri banho mai jeene or marne ka Kissa !
Tere naseeb ki keetab mai ho ya na ho !!
What ever and where ever you live.. Just live your present and make your life happy !!!
Thanks
Nitin Bali