Rastoo ki bheed me hum sawar hoker chal diye!
Bheed ne kuchla sahi, per hum malhaar banke chal diye !!
Zalzalla chala hua, Naa saath mai, naa koi baat mai !
Apne har ek khwab ko sawartey hue chal diye !!
Din k ujale mai har koi bikka hua koi thugga hua!
Teekhi nigaho se unhe jalatey hue hum chal diye !!
Thanks Nitin Bali
No comments:
Post a Comment