Sunday, February 26, 2012

Dukho ka Dariyan !!!

dukho ke sagar me behta shikara !
pata nahi kab sukho ko milega kinara!!

sukh ke chawon me sab hota he hamara !
dukh ki ghata me milta nahi tinke bhar sahara!!

sab pane ki aad me kho deta he sab kuch bechara !
kyu nahi sochte log , ki kuch nahi he yaha hamara !!

kabhi nahi khtm hota ichhao ka bhandara !
zindgi ki daud me ban jata he banda besahara !!

fir janam ki cahat me khtam kar deta he jivan ye sara!
kisko pata kya zindgi kabhi payega dobara !!

dukho ke sagar me ..................!
pata nahi kab sukho.................!!

**The Weight of Shadows**

I just got fed up with life, you see,   A hollow echo where my heart should be.   No motivation whispers near or far,   Just silence, cold, ...