Har din kamal ho, Mera aaj bemisaal ho!
Jo bolu wo hazir ho, Or paise ki mere upar barish ho!
Subeh ka nashta dubai mai to shaam ki chai singapoor mai ho !
Kapde manish malhotra ke or Jute Nike k ho !
Khana taj mai or or sona naram bistar mai ho !
Mazza aa jata hai Jab sochte ha ye baatein !
In baaton ko apna maksad bana lu jara !
Inko pura karna mera Inaam hai , bas ab zindgi mai masti or khub saara kaam hai !
Ye sabko mai pura karunga jaldi hi ! fir mercedes mai ghuma karunga !