Umeed ke samundar mai terta ja raha hu mai !
Unsune , Unkahe Palo ko ginta ja raha hu mai !!
Koi khol de in uljhe dhago ko banane ko moti ki mala!
dil mai bhare jazbaat ko bunta ja raha hu mai !!
Dhago ko bunkar , Jab banunga makhmali chadar !
Us chadar ki narm ehsaas ko mehsus karna cahta hu mai !!
Bhut se kaante aayenge zindgi mai , chubne ko makhmali chadar mai !
Us chadar ke har reshey ko majbooti dena cahta hu mai !!
Dil mai bhare har sapne ko pura karke , Khud ko khus rakhna cahta hu mai !
Agar zingdi dubara aapni hoti to soch leta dusri baari ko !!
Har ek aapni soch ko isi zindgi mai pura karna cahta hu mai !!!
Musibat to deti hai hosla zindgi mai !
Un musibat ko khatam karke aapne hoslo ko majboot karna cahta hu mai !!
Ek vishwas ki kami ho jati hai kabhi kabhi !
Us vishwas ko zinda dil karke har lakshey ko paar karna cahta hu mai !!
LOVE YOU !!
Nitin Bali