Marne se pehle jina chahta Hu !
aapne ko bhula kar dusro ke liye kuch karna cahta hu !!
Bina dusro ko kush kiye agar mar gaya!
us manjar ka samna nahi karna cahta hu !!
Raston ke darmiya zindgi ke luft sametkar!
Un Khusi ko aapno ke saath baatna cahta hu !!
Sachai ko nazar andaz na kartey hue !
Is zindgi ke har lamho ko parkhna cahta hu !
kuch nahi kar paya aaj tak kisi or ke liye kuch khas !
Ab aapne aapko kisi ki prearna banana cahta hu !!
dekar aapne armano ko khushiyo ki cabhi !
har sukh ke taale ko kholna cahta hu me !!
Dil me dabe hue jasbey ka jwalamukhi bana kar !
uski aaang me corruption ko jhulsana cahta hu me !!
Raat ke andhere me surkh diwaro ki roshni se !
Har mod ko ujala karana cahta hu me !!
Marne se pehle jina ........!
aapne ko bhula kar .........!!