Raat Ke nashe me duniya bhula gaye !
fir jane hum subah kaise bistar per aa gaye !!
Sharab ke nashe me pata nahi kya bad-bada gaye !
hos aane per dil per chot kha gaye !!
Roz Pee Kar bigad liya aapna jivan !
fir Kyu aasman hi uchai se zameen per aa gaye !!
Dusro Ki aachai se socha , sab kuch paa liya!
fir aapne parivaar ko kyu pani se aag laya gaye !!
2 ghoot ne bhula diya saara dukh or aanshu !
un dukh or anshu ko tum aapne parivaar me fella gaye !
Raat Ke nashe me duniya.............!
fir jane hum subah kaise...............!!

No comments:
Post a Comment