Kuch aan per , Kuch Jaan per.
Mera samman hoga, Mere emaan per !!
Naa Dur se, Naa Paas tak.
Rishtey banenge khud k , Vishwas per !!
Naa rastey per , Naa asmaan per.
Mera kartvya hai , Gariboo k kalyan per !!
Naa Jaati se , Naa Dharm tak,
Mera Lakshey hai , apne or logo k karm per !!
Jine ki wajh bana raha hu aap logo se , Ae mere dost.
Jab kadam ladkhada jaye , To sambhaal lena !!
Dhanyewaad.
Nitin Bali

No comments:
Post a Comment