Saturday, March 11, 2017

No Pain, No Gain !!! :) :) :)

Koi nahi  "Jaan" sakta dukh kisi ka !
Kyu nahi "baat" sakta dukh sabhi ka !!

Har koi ladta hai akele aapne dukh se !
Sirf maut nahi hai haal sabhi ka !!

Ek tinka bhi pahucha data hai kasti ko kinare !
Dard bhi humsafar nahi hai har Samey ka !!

Har Waqt ka bhi ek mazza hai zindgi mai !
Dukh or sukh to bas khel hai bandagi ka !!

Hosle se bada koi jazbaa nahi zindgi mai !
Har Hosle ko jeet jana falsaffa nahi hai sabhi ka !!

Koshish karo mukaam jarur milega !
soch ko mukaamal jaha dena karm hai sabbi ka !!

Nahi kuch karna bhi saja dena hai khud ko !
Kuch ujwal karke waqt ko anjaam dena ka bhi mazza hai sabhi ka!!

Koi nahi  "Jaan" sakta .........!
Kyu nahi "baat" sakta ..........!!

Don't ever be dependent , Do you work by your own.
Don't event think to mark your name in history Because "History sirf murdo ki hoti hai"

Do your best in present , Jio or khub jiyo.


Love Nitin Bali


No comments:

Post a Comment

**The Weight of Shadows**

I just got fed up with life, you see,   A hollow echo where my heart should be.   No motivation whispers near or far,   Just silence, cold, ...