Wednesday, September 23, 2020

Jeevan ko apna bana kar to dekh

                                       

Ek pal sikha deta hai.. Apne per karam karna !

Tab khuda bhi tere saath hota har kadam per !!


Jee roo padta hai, Jab koi roshni nahi milti rah mai!

Tab man se awaj aati hai, Mai hu tere lie !!


Jab paa leta hu khud ko to, jarurat nahi lagti kisi or ki !

Jeevan ka falsaffa bhi tabhi mukamil ho jata hai raho mai !!


Dard hota hai , Jab aati hai musibat jeevan k rasto mai !

Parantu pathar ko tarashne ke lie maar to khani hi padti hai !!


Har taraf dhund dikhti hai, Jab hote hai sankat k badal aapne per !

EK baar us baadal ko barasne ka moka to do, dhundh hatane k lie !!


Rastey per padi dhul or man mai bhara maeil kabhi khatam nahi hota !

Ek baar us rastey per paani baha kar to dekh !!


Ek baar is jeevan ko apna jeevan bana kar to dekh !!


Thanks and Regards

Nitin Bali



















No comments:

Post a Comment

**The Weight of Shadows**

I just got fed up with life, you see,   A hollow echo where my heart should be.   No motivation whispers near or far,   Just silence, cold, ...