Kyu Zinda hu mai do ghadiyo k beech !
Jab bhi aati hai tab rulati ya khusi de jati h !!
Jeene ki ek rah dikhati hai or samjhati h !
Mujhko apne app se milati h !!
Jeena kaise h ye to pata nahi !
Lakin jeene ki ek wajah de jaati h !!
Ankho mai dur bane sapne sajati h !
Fir pura karne ka hosla bhar jati h !!
band mutthi mai pura jahaan sajati h !
or Us mutthi ko fir mitti mai mila jati h !!
Naa Jiye un 2 ghadiyo k beech to dukh ki baat h !
Par aagar jee gaye to aapne saath aapno ki khusiyan ban jati h !!
Thank you
Nitin Bali
No comments:
Post a Comment