Sapno ko sajaya tha , Neendo ko bhagaya tha !
Dil mai bhari umeed ko , Dimag tak le aaya tha !!
Sirf ek sapne k lie , Apne aap ko bhul aaya tha !
Kya socha tha , Kya ho gaya zindgi k khel mai !!
Kasam khai thi aapne aap ko khush rakhne ki !
Dukh k manzar mai , Majboor ban aaya mai !!
Meri Soch thi asman ki udan karne k lie !
Aaaj to khof k tale , Dharti per utar aaya mai !
Sapno ko sajaya tha ,........!
Dil mai bhari umeed ko ,.......!!
Kaise sametu tute dil k tukdo ko , ek tokri mai !
Mere dil k tukdo ko aag mai pighlaa aaya mai !!
Kya bharosa karu aaj mai aapne aap ka !
Ek soch k taraju mai khud ko tol aaya mai !!
Sapno ko sajaya tha ,........!
Dil mai bhari umeed ko ,.......!!
Leave you life king size.. Don't spoil any one's life .. Just be happy and stay other happy.

No comments:
Post a Comment