Love
Dil me jaltey chirag ko , Mashal karke hum chal diye !!
Maut bhi na rook payegi aaj rasta mera !
Ek dil me bhari justju ko fankaar kartey hue hum chal diye !!
Manzil khub thi meri , jiska koi aant(destiny) hi na tha !
Mann me bhare farmaan ko aavam karne hum chal diye !!
Koi dar na tha meri parchai ko bhi aane wale anjaam ka !
Ishq ki gehrai ehsaas ko , aapni majbooti bana kar hum chal diye !!
Ek baar bhi nahi dekha piche mud kar mene aapne aatit ko !
Us atit ke panno ka saransh lekar hum chal diye !!
Pyar ki galiyo me sawar ........................!
Dil me jaltey chirag ko ,............................!!
Thanks
Nitin Bali

No comments:
Post a Comment