Ishq ke patto ko kabr per bicha kar hum chal diye !
Dukhe hue jakhmo per mitti uda kar hum chal diye !!
Maut aayi bhi to chalawa dekar hum ko lekar gayi !
Na hum kisi se mile , Na hume kisi se milane lekar gayi !!
Bhut Khayi thi kasame , Na jee payenge tumhare bager !
Aaj to me bhi nahi , Fir bhi aapni zindgi sajane tum chal diye !!
Kisi ke jine per , kisi ka bhi koi hak nahi aaj ke waqt per!
Ye to bus wo ehsas h jo kabhi rula kar or kabhi hasa kar hume chal diye !!
Us Gali me jaha chor kar gaye the humko , Aaj waha mehal bana diya he humne!
Tum hume bhool jao chahe ,Lakin us chokhat per dil saja kar hum jee gaye !!

No comments:
Post a Comment