ishq ki galiyo me bandnam hone hum chal diye !
dil se likhe pegam ko anjam dene chal diye !!
kya pata ishq ka mod kaisa hoga hamare liye !
daldal ke andar naav chalane hum chal diye !!
Majboot hoti janjeere pyar ki , na tootne ke liye !
un janjeero se aapne ghar ko sansar banane hum chal diye !!
beparwaha ho jate he jamane wale jab ho jati he nazar band !
us andhere me aapne dil ki roshni ka diya jalane hum chal diye !!
chor diya ghar walo ko dil me bhare sache pyar ke khair !
us pyar ki majbooti se , ek or dil ko dil me bithane hum chal diye !!
aa jate he aankh me aasu jab piche mood jate he kadam !
har kadam ki aahat ko hausla bana kar hum chal diye !!

Thanx Nitin Bali

No comments:
Post a Comment