Tanhai ko tanha kar dena koi baat nahi
Tanhai ko aapna bana lena ek baat he
dusro ki judai ko juda karna koi baat nahi
dusro ko judai ko dhage me sanjho dena ek baat he
dukho ke aasre hamesha dukhi rehna koi baat nahi
dukho ko aapni khushi bana kar jina ek baat he
zindgi ke pehluo me raaz chupa kar rakhna koi baat nahi
un raaz ko aapni majbooti bana kar chalna ek baat he
menhnat karke kaam na hona koi baat nahi
kaam karne ke liye mehnat karte rehna ek baat he
aapni galti ka kisi ko doshi batana koi baat nahi
us galti ko sabke saamne maana ek baat he
Tanhai ko tanha kar !!!!!!!!!
Tanhai ko aapna bana !!!!!!!

Like it very much
ReplyDelete